As salamu allaiqum
Ilm e abjad urdu k jo hurfo ko kehta ha . abb ameleen in hurfo se kam leta ha q k amel ki yeah pehli sere ha is liya abjad ka bare main amil ko pore pore maloomat honi chaheya . maramar naam ka ake admit ha k us na likh na parna sekhaya tha .or yeah jo 8 kalma bante ha yeah is ka 8 betho k ha .
Abjad = agaz kiya
Hoz= hila
Hatah = wakif ho
Kalman =sakan go howa
Safas = is se sekha
Qarshat = tartib kiya
Sakhaz nigah rakha
Dazag =tamam kiya
Urdu main yeah naam is tarah pate ha
ابجد,ہوز,حطی,کلمن,سعفص,قرشت,ثخز,ضظخ
Amel soname
Amel_soname@yahoo.com